To my best friend
Posted in Shayri
Na jaane kyun hame Aasu bahana nahi Aata…
Na jaane kyun Haal-E-Dil batana nahi Aata…
Kyun Saathi bichad jaate hai hameshaa …
Shayad hame hi saath nibhaana nahi Aata
Socha Tha Chain Se Soyenge kabr Me
Par Yaha Bhi Teri Yaaden Satati Hai
Palken To ZamaneSe Band Hai
Par Aankhe Aaj B Tere Hi Sapne Sajati Hai